Aap dua kare ke mera shab ke sadke Allah muje naak aulad se namaze aameen
@ShahinFatima-v9m
7 ай бұрын
Mashallah ❤️
@shokat-e-khingsawar1439
7 ай бұрын
मोला आपको सलामत रखे
@ShahinFatima-v9m
7 ай бұрын
@@shokat-e-khingsawar1439 ameen ❤️
@afzatabassum3903
3 ай бұрын
As salamu alaikum hazrat, hum ye fal laye the dragah se par chand ki pehli jumerat k waqt haiz ka din padh rha h to fir roza or namaz kaise kare
@shokat-e-khingsawar1439
3 ай бұрын
@@afzatabassum3903 intezar kare or jab munasib ho tab roza rakhe mola apki tamam dua qabool farmaye 🤲 ameen
@nahidafarooqi702
2 ай бұрын
Fal ek he jumeraat ko khana h ya har 9 chandi jumeraat ko khana h pls reply
@shokat-e-khingsawar1439
2 ай бұрын
Fal kha kr 3 mahone waitt karna he ummid ho jaye to fal nahi khana he agar na ho to 3. 3 mahine k gape me 5 bar khana he
@kajudeen685
4 ай бұрын
mere liye dua kijie mene bhi fal khaya tha
@shokat-e-khingsawar1439
4 ай бұрын
Sarkar meera sahab k tufail Allah pak apko olad ata farmaye
@Anishkhan-jw8xu
3 ай бұрын
MASHA ALLAH
@shokat-e-khingsawar1439
3 ай бұрын
❤️❤️❤️❤️❤️
@Alimiyanjafri
7 ай бұрын
Subhanallah bhai❤
@shokat-e-khingsawar1439
7 ай бұрын
Shukriya janab
@sanotukhan6748
2 ай бұрын
Mari 2 betiya hai M bhi dargha gayi thi Lakin mne next yaar k liye bacha maga tha par jab gayi us hi dino bacha rah gaya hai । M bahut pareshan hu Kahi 3sri bhi beti na ho jaye . Muje koyi salah de keya karu
@shokat-e-khingsawar1439
2 ай бұрын
Mola apko beta hi ata farmaynge
@sanotukhan6748
2 ай бұрын
@@shokat-e-khingsawar1439 Aapka number mil shakta hai Please share
@poojachouhan8609
7 ай бұрын
💐
@shokat-e-khingsawar1439
7 ай бұрын
❤️❤️❤️❤️❤️
@abdulbarikhan2727
7 ай бұрын
Ramzaan ke chand me kha sakate hain ?
@shokat-e-khingsawar1439
7 ай бұрын
Ji bilkul nahi
@nahidafarooqi702
2 ай бұрын
Mane be khaya tha fal liken muje fayda nahi huya 😢😢😢
@jalalmskSabmsk-rj3mm
4 ай бұрын
Hi
@shokat-e-khingsawar1439
4 ай бұрын
Ji
@AffectionateFieldHockey-kd2ux
4 ай бұрын
Ya allah mujhe bhi aulaad do
@shokat-e-khingsawar1439
3 ай бұрын
Ameen 🤲
@nahidafarooqi702
2 ай бұрын
Ameen
@amforever9881
4 ай бұрын
Ami sawal mase kheye,amr jonno sobay dowa korben ami jeno maa hote pari,4 year hoye gelo kono baby hoyne,
@shokat-e-khingsawar1439
4 ай бұрын
Mola apki tamam dua Qabool farmayen
@AhmadkkhurshidKkhurshid
7 ай бұрын
Sab kuch Dene waali zaat Sirf Allah ki hai jahilon 😢 Murdon ko Allah ka shareek banate ho Pedo falon ko Allah ka shareek banate ho Sudhar jao sudhar jao Allah se daro Allah ka azaab bada sakht hai 😠
@shokat-e-khingsawar1439
7 ай бұрын
Tujh par hi allah ka azaab nazil hone wala he
@AhmadkkhurshidKkhurshid
7 ай бұрын
@@shokat-e-khingsawar1439 Allah tauheed walon ke sath hota hai bewakoof 😠
@shokat-e-khingsawar1439
7 ай бұрын
@@AhmadkkhurshidKkhurshid tujhe toheed kisne bataya jahil agar ye na hote to toheed kya he tujh jaise jahilo ko pata hi na chalta munkir e toheed
Пікірлер: 34