Aap jo pahle pathar lagaya usko deewar ke barabar rakha hai kya reply karke batao na tabhi samajh mein aaega aapke video mein roj dekhta hun like bhi karta hun share bhi karta hun aapse bahut kuchh sikha hai main abhi kam Sikh raha hun 2 sal ho Gaya main chhattisgarh se hun dhanyvad sar
Пікірлер: 5