Maine socha tha ki at least 1000 hone tak ye khushi zaahir nahi karunga par mere se raha hi nahi gaya. Utaawla ho gaya main.
Aise bich bich me bahot baar jhatke lagte the mujhe past me aur main uthke 2-3 videos banata tha... par pata nahi kyu aisa lagta hai ki iss baar alag hai. Iss baar 2-3 videos ke liye nahi, lambi paari khelne utra hu maidaan me. Ab to century maarke hi jaunga. Ya to aar ya paar.
Aaj mere nana ki barsi bhi hai.. Hamesha yaad rahega ye din ki iss din 250 pure huye the. :)
Bass Baaki to baap bole. मचाते रहो|
Instagram @ / merehumanbeing
Facebook @ / merehumanbeing
Twitter @ / merehumanbeing
Like, Share and Subscribe.
Bye Bye. मचाते रहो
Негізгі бет 250 ho gaye apne |
Пікірлер: 10