Sant Shri Asaramji Amritvani
30 January 2007
Prayagra
AAP APNEAAP KO JAAN LO, BASS !!
Satsang Ke Mukhya :
* Manushya janam ki bidhi ka ye hi vilakshanta hai ki wo apne aatma ko jaan le, apne permatma prasad ko paa le, udhar ko nazariya kare ...
* Udeshya jinka ucha ban jata hai unko phir chote chote dukh, chote chote sukh, chota maan, chota apmaan, choti suvidha, choti asuvidha koi mana nahi rakhti...
* Dekha badal gaya, man ka sochna badal gaya, budhi ke nirnay badal gaye, bachpan badal gaya phir jo rehta hai wo wohi apna aatma hai usi aatma jo janane se permatma apne aap samajh mein aata hai ...
* Jitna budhi se kaam uchit loge utna budhi ka vikas adhik hoga,ye paa liya phir kya, ye bhog liya phir kya, aise ban gaye phir kya, parinam ka vichar karo ...
* Manushya janam eshwar prapti ke liye milla hai, eshwar prapti nahi karoge to kya karoge, jo kam karne ke liya janam mill hai wo kam kathin hai to saral kya hai, Eshwar prapti ka irada bana lo, sachhe sukh pane ka irada bana do...
* Catak meen patang jab pia bin nahi reh paye, sadhya ko paye bina sadhak ku reh jaye...
For More Information visit :
www.ashram.org
www.ashramnews.org
www.hariomgroup.org
Негізгі бет Aap ApneAap Ko Jaan Lo, Bass !! | Sant Shri Asaramji Bapu Satsang
Пікірлер: 240