Na show bazi na nakhra na koi dhoka seedha sada Zindagi ka phalsapha na mehngai na koi dosray Azab I really miss that time of period 😢 seriously
@chefhinatariq9083
Жыл бұрын
Kash hum is waqt ko rok sakte. Kitni khoobsurat yaadian hai is waqt se. Hamara pyara bachpan . Qur pyare drama
@ghafoorsahibzada8655
Жыл бұрын
Kia khoobsurat zamana tha. Khuda ki qasam Dil mein hook so uthti hai aur maazi yad aane lag jata hai With love from Bahawal nagar Punjab Pakistan.🌹 2.11.2022
@ghafoorsahibzada8655
Жыл бұрын
@Irfan Bhatti sahi farmaya Ap ne bhai
@IrshadKhan-pw7qd
Жыл бұрын
Golden era moral oriented dramas
@user-ls9vt7iz2l
Ай бұрын
So true even with stage drama too
@alianray2680
6 ай бұрын
سادگی میں سکوں تھا اب مادہ پا کر انسان نے بہت کچھ کھو دیا
@Noshy3167
Жыл бұрын
Aesa dour dubra a jye kash buht acha tha dour jis me hr banda dusry se mukhlis tha wafa thi aik dusry ka khyal tha buht yad ata hy ye zamana
@YousufKhan-wu4pz
8 ай бұрын
Aus waqt KY Ustad Bh achay thy
@belajpeerzada4676
Жыл бұрын
Miss that Time😌
@DrYAHYA-ki7um
6 ай бұрын
Old is gold ❤
@qazikhan8399
Жыл бұрын
Even that time "Pak Army" was involved in CHAPPA Khaliee Makhlook 🤣
@FactFinder78692
7 ай бұрын
Kash hm is zamany mai wapis chaly jain😢😢😢
@animalworlddd846
11 ай бұрын
Boht acha zamana tha..boht yad ata ha..na ab us tarha k log hn..na istmal ki cheeza or na hi us zamana k ghar..laltain..mom batti..gas lamp..tanga ka safar...kya zamana tha..boht yad ata ha..ab to hr cheaz jadeed ho gai..pr wo maza or sakoon ni
Пікірлер: 35