Akeeda hayatun nabi s a w jo k ahlesunat waljamat ahnaf deoband ka mutafiq akeeda ha chand log jo k apne app ko ahlesunnat
kehte hen magar wo haqeqat main wo ahle bidat hen jo nabi s a w ki hayat ko nahi manty magar apne ap ko deobandi kehte hen
aur baaz wo log hain jo hazrate deoband per ilzam lagate hein k ye ap s a w ki hayat ko nahi manty ye video un k liye b tohfa
ha bare saaf aur wazeh alfaaz main un ko hazara te deoband ka akeeda batlaya gaya ha
molana haq nawaz jhangvi
molana ilyas gumman
mufti jameel raewind wale
mufti tariq masd saib
ye chand akabir ki zubani sunee aur like shere cmment kareen
Негізгі бет Akeeda hayatun nabi s a w ulama e deband molana Haqnawaz jhangvi molana ilyas gumman
Пікірлер: 10