Are mere Bhai notice me saph saph likha h ke nikal nahi sakte hai bss probation period badha deta jata hai samjha daraao Mt baccha ko
@jayantkumar5436
4 ай бұрын
Ye to dra rha hai bro
@mazeloo2930
4 ай бұрын
Are aisha kuch nahi hota h lakin ha ek aadhe post hai jiss me likha h ke nikaal sakte hai lakin 99% chance rahta h ke nahi nikalne aur aur tum acche se kaam kroge to kyu nikalega koi tum ko
@jayantkumar5436
4 ай бұрын
Haa bhai oo ek aadha post me nikalne ka matlab hai tumhare wajh se bhut jyda nuksan ho jayega to sirf tmhara transfer ho jayega na ki nikala jayega
@shaileshkumarvermaiert6629
5 ай бұрын
Sir.... Vacancy kb ayegi????😂😂😂😂
@AjeetKumar-xj8tp
5 ай бұрын
Sar namaste app apna mobile number batao me aligarh up se hu
Пікірлер: 20