The most favorite of mine,sung by Asad Amanat Ali Khan.
Diyar-e-yar gaya, intazar-e-yar gaya
gaya wo yar gaya, mudaton ka pyar gaya
woh jis ke husan me shokhi thee mauj-e-darya ki
machalti naachti lehron kay hamkinar gaya
woh mera dost , mera aashna, mera mehboob
woh jis ke saath mohabbat ka kaar-o-bar gaya
woh tund-kho, woh mera meharuban sitam aara
mera QARAR mera DUSHMAN-E-QARAR gaya
Негізгі бет Музыка Diyar e Yar gaya- Asad Amanat Ali Khan
Пікірлер: 21