Bhaijaan mera bolero acceleration k time khaj khaj vibration karta hai pura body…. Kya ap Bata sakte hai Kya problem, ho sakta hai?
@alihassantruck8351
2 ай бұрын
Bahi muja bolero ka bara ma nahi pata han agar fly wheel ma bhi masla ho sakta ha agar chalta hua vibration karti ha to drive shaft ka joint ma play ho sakti ha
Yr bhai hamne ek nya gaadi liya hai to abhi usko 2 saal huaa to dekht aa rhi hai ek Jaise gaadi top gear mai hoti hai aur speed 65 ya 70 ki ho to shaft awaaz krti hai koi pta ni lg rha kya kre kya nhi
Пікірлер: 12