FMC Marshal Insecticide । Carbosulfan 25% EC । गन्ना धान, कपास में सुंडी का सस्ता इलाज। Manoj Rajput
FMC Marshal insecticide ke andar cabosulfan 25% paya jata hai yahan sabhi prakar ke kiton ko niyantrit karne mein saksham hai iska istemal ham sabhi prakar ki faslon mein kar sakte hain FMC Marshal kitnashak ke andar carbosulfan namak salt paya jata hai yah sabhi prakar ke thrips, acids acids sundi per ishka bahut achcha result hamen milta hai Matra ki agar main baat Karun to FMC Marshal ham kisi bhi fasal Mein 400 se 500 ml prati ekad istemal kar sakte hain result time ki agar main baat Karun to iska result hamen sabhi prakar ki faslon mein lagbhag 15 din ka milta hai 15 din tak sabhi prakar ke kiton ko FMC Marshal niyantrit kar sakta hai iska istemal ham kapas mirchi tamatar baingan dhaan kakdi ganna gehun sabhi prakar ki faslon mein kar sakte hain
carbosulfan 25% Kai sari companiyan banaa rahi hain dhanuka ki aatank aur FMC ki Marshal yah do naam bahut hi prachalit hai iska istemal aapko apni fasal Mein ek bar jarur karna chahie kiton per jyada prabhavi dhang se FMC Marshal hamen result deti hai yah systemic aur broad spectrum insecticide hai jo Kai prakar ke geeton se hamari faslon ko 15 se 20 din tak bacha sakta hai
Негізгі бет FMC Marshal Insecticide । Carbosulfan 25% EC । गन्ना धान, कपास में सुंडी का सस्ता इलाज। Manoj Rajput
Пікірлер: 21