Har har Mahadev 🙏 Pranam guru ji 🙏 Video bahut achhi lagi guru ji.
@AKNMantraVigyan
3 ай бұрын
Pranam, bahut bahut abhinandan💐💐
@monalisoni526
3 ай бұрын
Jay shree krishna guruji 🙏
@AKNMantraVigyan
3 ай бұрын
Jai shri krishna💐💐
@govindathawale8528
3 ай бұрын
Pranam guruji 🙏Sahi jankari Diyi appne
@AKNMantraVigyan
3 ай бұрын
Pranam, bahut bahut abhinandan jai shri krishna💐💐
@archanaverma9619
3 ай бұрын
🙏
@AKNMantraVigyan
3 ай бұрын
💐💐
@ritasingh8934
3 ай бұрын
प्रणाम गुरु जी 🙏
@AKNMantraVigyan
3 ай бұрын
प्रणाम रीता जी 💐💐
@meenakumarinagraj1046
3 ай бұрын
Om namah shiva har har mahadev har har mahadev har har mahadev guru ji can we connect to god by doing yog pl mention
@AKNMantraVigyan
3 ай бұрын
If you are diverting yourself in yog towards your ist or God, and doing chanting of mantra💐💐
@bhajansbyguptani8114
3 ай бұрын
Video accha lega
@AKNMantraVigyan
3 ай бұрын
Bahut bahut abhinandan, jai shri krishna💐💐
@user-ek5mz3um8u
3 ай бұрын
Koun se mantr ka jaap kare
@AKNMantraVigyan
3 ай бұрын
Jab kuch samjh na aaye to om namah shivay k jap kariye
@neerajkumari-oz2si
3 ай бұрын
Guruji Deepak me jo ful Banta hai uska video h mere pas mujhe samjh nhi aati kis chij ki aakriti h kya aap dekh ke bta skte hai
@AKNMantraVigyan
3 ай бұрын
Akrati pe dhyan na do bus apne jaap pe dhyan dijiye jo ban raha hai banne dijiye
@pravinsavaliya5112
3 ай бұрын
Karj mukti ke liye konsa chakra jagrut karana chahiye
@ManojKumarSingh-qf6pr
3 ай бұрын
Mooladhaar
@AKNMantraVigyan
3 ай бұрын
Manipura chakra ko maa lakshmi se joda jata hai💐💐
@neelambhadauria7692
2 ай бұрын
जय श्री राधे कृष्णा 🙏🏻 मंत्र जाप से कुंडलिनी जाग्रत होने पर कोई दिक्कत तो नहीं आती.. कृपया मार्गदर्शन कीजिये 🙏🏻
@AKNMantraVigyan
2 ай бұрын
Jai shri krishna💐💐nahi koi dikkat nahi hai
@neerajkumari-oz2si
3 ай бұрын
Guruji ek bat puchhni h,kya koi bhi vrat krte h to ek vrat me 1 hi manokamna mang skte h do nhi please clear kriyega kyuki hm har vrat me mere jo do manokamna hota h wo mangte h to kya ye glt h aise koi bhi manokamna nhi Puri Hoti h.
@AKNMantraVigyan
3 ай бұрын
Maagne ko aap kuch bhi maag sakte hai, lekin sankalp me jo kaha ho wo sahi rahta hai, ek manokaamna ho ya adhik
@sunilmahto8912
3 ай бұрын
Mai bhi pareshan tha ki mantra. Jaap Karu ya dhyan ya fir yog is video ke liye dhanyawaad
@AKNMantraVigyan
3 ай бұрын
Ji, jai shri krishna💐💐💐
@user-kh2he9rh2e
3 ай бұрын
Sir Maine ek galti kar dia hai, jo ki kuch sal pahale kia tha lekin ab realisation ho rhi galati ki. Maine jab pahali bar apne gurudev se gurumantra lia tha tab unka Gurumantra mujhe samajh nhi aya tha, ki is mantra ke devta kaun hai. Aesa prasna utha tha agyan ke karan. Isilia Maine ek aur guru se us mantra ko email mei likh karke pucha tha ki is mantra (gurumantra) ke devta kaun hai. Lekin Maine un guru ko apna nam nhi bataya, mujhe wo jante nhi thay. Bas randomly pucha tha. Aur ek sadhak mitra se v pucha tha gurumantra ko WhatsApp mei bhejkar,text mei. To mujhe ab shanka ho rhi ki mere dwara aesa jaghanna karm karne par kahi mera Gurumantra visarjan to nhi ho gaya? Matlab, maine apne mukh se Gurumantra kisi ko nhi bataya, lekin text mei likhke uske vishay mei pucha tha. Maine suna tha gurumantra batane se wo sadhak se choot jata hai. Vaise maine vani dwara bola nhi, fir v likh ke bheja to ... 'To kya mere pas abhi Gurumantra ki shakti hai ya nahi hai'? Kya gurumantra mere lia karya karenge? Pls reply 🙏
@AKNMantraVigyan
3 ай бұрын
Jo bhi ho gaya wo agyanta vas hua hai na ki aapne jaan bujh k kiya, ye sab ek jigyaasa ka parinaam tha, koi baat nahi aap guru mantra ka jaap karke uski urja ko bana sakte hai, aur apne jaap ki charcha kisi se na kariye, Jo aapke maarg darshak hai unse aap sab puch sakte hai ya bata sakte hai💐💐
Пікірлер: 36