#humdardkemarun #a2zcreation #azizurrehman
lyrics:
Hum dard ke maron ka,
itna hi fasana hai....
Pene ko sharab-e-gham,
dil gham ka nishana hai...
Dil ek khilona hai,
takdeer ke hathon mein
Marne ki tamanna hai,
jeene ka bahana hai
Dete hai duaian hum,
duniya ki jafaon ko
Kyon unko bhulayain hum,
ab khud ko bhulana hai
Hans hans ke baharain to,
shabnam ko rulatey hain
Aaj apni muhabbat par,
dariya ko rulana hai
Негізгі бет Hum Dard Ke Maron Ka | Daagh | Dilip Kumar | Nimmi | Lalita Pawar | Talat Mehmood
No video
Пікірлер: 113