Assalam o alaikum
Aik shakhs ne aik bar Imam abu Hanifa ka ghusa jan'ne k liye k imam abu Hanifa(ra) kitne burdbar hain ain imam abu haneefa ke aram k waqat ap se sawal kiya k insan ki nijasat yeni pakhana ka zaiqa kesa hota hy to imam abu hanefa(ra) ne jawab diya k agar fuzla taza ho to kuch metha hota hy ager khushk ho jae to karwa is jawab per os shakhs ne kaha k kya ap ne chakh kar dekha hy to imam Abu Hanifa(ra) ne jawab dya k sab baton ka ilam chakh kar nhi ata bal keh aqal se ata hy.Imam abu hanifa ne oski tmam baton ka jawab tasali se diya.
Stay connected with us at#MultanOnline#ImamAbuHanifa(ra)
Негізгі бет Insan ki najasat(Pakhaana) ka zaiqa kesa hota hy Imam Abu Hanifa se sawal | Multan Online
Пікірлер: 5