Ya Allah is naya saal me Palestineo aur gaza ki hifazat farma aur duniya k tamaam musalmano ki hifazat kare Aamin
@IshratManiyarmanyar
3 ай бұрын
Ameen summa ameen Allahumma ameen Ya Rabbul alamin
@ShabinaMarium
3 ай бұрын
Ameen summa ameen
@bhelimqureshi2054
3 ай бұрын
Ya allah es naye sal mai humare gunaho ko maaf farma aurr hume dindar banade
@arshansari3659
3 ай бұрын
Ya allah hum s razi ho jao ...ham sab k gunaho ko maaf farmado aameen suma ammen
@Mantasha-g9r
3 ай бұрын
Ya Allah is new year pe hum sbke gunahon ko mag kr de or hum sb se raazi ho ja🤲🤲🤲🤲
@ParveenBano-m3u
3 ай бұрын
Ya Allah is new year me hum sub ko jayada se jayada ibadat karne ki taufik ata kare ameen
@naziakhatoon2315
3 ай бұрын
Allah taala ish mubarak mahine ke sadke me ham sab ke gunaho ko maaf farma de
@naziakhatoon2315
3 ай бұрын
Walaikum assalam warahmatullahi wabarkatahu
@salmanrajput6356
3 ай бұрын
@@naziakhatoon2315 keyse ho ji aap sab kheriyat se he ji
@maahmad975
3 ай бұрын
Allah ye naya saal sab ke liye khushiya le kr aaya ❤Ameen
@mobilefunda8487
3 ай бұрын
Ae Allah tamam musalmano ki imaan , jaan maal izzat aabru ki hifazat farma.
@abdulhafeezshaikh4282
3 ай бұрын
Aye Allah ham sab ko bhi is mahine me zyada se zyada ibadat karne ki taufik ata farmae aamin Suman jazakallah ❤❤❤❤😮😅😢🎉
@sahibking9127
3 ай бұрын
Ya Allah is new sal pe nek amal kar ne ke taufiq ata farmaye gunah ko maf kar de
@taherabegum9687
3 ай бұрын
Ya Allah pak iss naye sal ke barkat se jo be oulad hain unku oulad se nawaj de Ameen
@MohdAsif-o6o3h
3 ай бұрын
Ameen
@moarhammoarhamrao6387
3 ай бұрын
Ya Allha is new year ke start me mere Ghar ki sab preshani dur kar de kar de Sabhi friend Dua Karna Allha pak se plz 😢😢😢😢
@ajeemkhan4983
3 ай бұрын
Ya allah is naye saal me tamam be namazi ko namaz ki taufiq ata karma nek rah pe chlne wala bna de ameen🤲
@Najiya-js9de
3 ай бұрын
Aameen
@ansariqueen_444
3 ай бұрын
Ameen 🤲
@ShanzaKhan-o8v
3 ай бұрын
Aameen 🤲😢
@TayyabkhanKhan-wr8eu
3 ай бұрын
Ya Allah rabbul izzat hame apne liye zayada se zyada ibadat karne ki tofeek ata farma ❤❤❤
@RehanaSayyed-l1z
3 ай бұрын
Ya Allah is new year pe hum sabko zyada se zyada ibadat karne ki taufiq ata farmaye
@md.wakilahmed2589
3 ай бұрын
AAMEEN
@Studywithmusku15119
3 ай бұрын
Is new year Allah muje o mere liye behtr bnake de de jo muje chahiye.. Ameen 🤲💚
@rizaali2772
3 ай бұрын
Ya allah hum sabse razi ho ja aameen
@AshmaBano-py4ry
3 ай бұрын
Assalamualaikum wa rahematullahi wa barkathu allahtala is नए sal me ham sab ko nek Kam Karne or jyada ibadat Karne or sunnato pr amal Karne or duniya ke tamam Bure rasto SE bch kar jandagi गुजरने वाला बना दे अमीन❤❤❤
@mohdsuhail4719
3 ай бұрын
Ya ALLAH hamse jo ab tak zindgi mein jitne sagheera aur kabeera gunah hue hain unko apne hukm se maaf farma aur hame poori zindagi deen par chalne aur naik kaam karne ki tofeeq ata farma.. Aameen summa aameen 🤲🤲🤲
@MaibamIthem
3 ай бұрын
Wa Alaikum salaam Warahmatullahi Wabarkatuh
@alizakhan3894
3 ай бұрын
Ya Allah is new year ke sadqe mai Mera naseeb bnade us se jod de mere naseeb se e mai uske sth apni nek zindegi guzar saku ❤️🤲
@KhursheedAlam-xd6yn
3 ай бұрын
Inshallah hamare is sal bhi Allah ki rahamat karm se achcha hi jaega
@sanamkhatun7862
3 ай бұрын
Ya Allah is islami naye sal me meri tamam pareshaniya door farma ameen summa aameen
@easygod8596
3 ай бұрын
Ya Allah paak hum sab ki mushkilen door ker aur her aafat bala se. Hum sabhi ko bacha mere bete ko her aafat bala se bachana Musibat ko door kerna Allah paak Ameen summa ameen
@zoya_27_27
3 ай бұрын
Mera pyare pyare allah jee humey zyada sa zyada dua ka taufeek De inshaallah ameen summa ammen
@HappySingh-bg6fe
3 ай бұрын
Ya Allah hm sbki Nek aur jayaz dua ko qabul kre ..Aameen aur hmari pareshani dur kre aur hmara jarza khtm kre Aameen aur mufti Sahab shukriya itni Achi bate btane ke liye aur hr baal m Allah ka shukr h ..aap sabse dya ki guzarish
@multitube5517
3 ай бұрын
JazakAllahu Kaseera Mufti Sahab Aameen Summa Aameen
@TamannaKhatoon-xl7wl
3 ай бұрын
Mere pyare ALLAH Ye shal Aur Aane wali tamam shal Aap Apni marzi ki mutabik kr dijiye Aameen❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤
@sumaiyyafarheen-ve9ob
3 ай бұрын
Ya Allah is naye saal mai mujhe kaamyaabi ata kr
@ASIFMOHD-qn2yb
3 ай бұрын
Assalamu alaikum wa rahmatullahi wa barkatuh Happy islamic new year
@tarannumtarannum2861
3 ай бұрын
❤ ऐ मेरे रब आने वाले इस्लामी नई साल में हम सब मुसलमानो को ❤ सेरातल मुस्तकीम पर चलने की तो फीक अता फरमा ❤aameen ❤
@saniyakhan197
3 ай бұрын
Mashaallah ap bhot acche h❤hmesha aise hi khush rhe... Ameen
@mohdnoushad228
3 ай бұрын
Ya Allah hamare tamam gunaho Ko muaf kar de is naye saal k sadke me
@Mantasha-g9r
3 ай бұрын
Allah humma adkhilho alyna bilamne wl imaane wsslamatey wlislamey wa redwaney menr rahmaaney wa jeware mensh shyitaane
@iqbalmohd4551
3 ай бұрын
Naya saal Mubarak 🌹🇮🇳🌹
@Abdurrahmankhan-og6rh
3 ай бұрын
Allah pak ham sab ko imam wali zindagi awr mawt naseeb farma
@tastytreats5428
3 ай бұрын
Alhamdolillah ❤️
@GulamSarwar-m6c
3 ай бұрын
Ya allah is new year pe hum sabko gunahon se maaf farma or zayada se zayada ibadat karne ki taufiq ata farma
@nazneenkhan4272
3 ай бұрын
Ya Allah
@Xak4753
3 ай бұрын
Labbayk ya Hussain (a.s)
@sajidakhaton9542
3 ай бұрын
Ya Allah is naye saal me mujhe sahibe aulad bana de aur hamare us gunah ko maaf farma de Jo hamare duwaon ko kabool nahi hone dete hen
@Nadeembhai5034
3 ай бұрын
Ya Allah hm sb ka ye new year gunahon se bach ke ibadat ke sath hasi khusi gujre
@sanamkhatun7862
3 ай бұрын
Ya Allah sabko khush rakh ameen summa aameen
@jabiullahalgeri1910
3 ай бұрын
YA Allah is Muharram ke Mubarak Mahine ko Ham sab Musalmanu ke liye Rahemat barkat Aur Aafiyat Walla bana de ،🤲🤲💫✨
@huriyahoor9606
3 ай бұрын
Assalamualaikum warehmatulillahi wabarakatahu Mufti sahab sahi kaha apne apki dua par aameen...
@gufran2502
3 ай бұрын
Fatima khan Assalamu Alaikum Bhai ya meri Allah islame new saal me Khub Ibadat karna ki Taufeek de
@raziuddinkhan7593
3 ай бұрын
Bhaiya assalam walekum rahmtullah barkathhu sari duayen acchi hoti hai bhai special koi bhi nahin Hoti hai
@AIIahd
3 ай бұрын
Am qasim respect button 👉
@ruksarkhatun448
3 ай бұрын
Ya allah is nye sal ke sadke ham sab be aulado ko nek aoulad se nawaj de ameen summa ameen
@rukhsarilahi816
3 ай бұрын
Ya Allah tala hmlog ko hidayat de nek raston pr chlne ki hamare Qasim bhaijaan ko lmbi umr aur sehat de taki deen ki batein itni khubsurat tarike se sikhate rhe😊
@sumaiyyafarheen-ve9ob
3 ай бұрын
Walaikum assalam warahmatullahi Wabarakatuhu
@ajeemkhan4983
3 ай бұрын
🤲Yah allah yeh naya saal palestine ke liye khusiya or hifzo aman wala bna de unki mushkilo ko asan farma ameen😢
@jabiullahalgeri1910
3 ай бұрын
Aameen Aameen Aameen 🤲🤲
@tarannumziya3960
3 ай бұрын
Aameen summa aameen
@AAffu-e6o
3 ай бұрын
Ameen
@FarhanAli-ko7gb
3 ай бұрын
🌹🌹 walaikum assalam Masha Allah Beshak sir Ameen Summa ameen 🌹🌹🌹
@india4663
3 ай бұрын
Good information shukriya
@farzanamohammad3351
3 ай бұрын
Assalamualaikum Mufti Sahab.... Sbse pehle Alhamdulillah, ki hum sabko Naya Saal ki taufeek mil gayi hai.❤ Ya Allah Hum sabke gunahon ko ma'uf farma or hamari jaiz duaein ko qabool farma😢🤲
@MohammadSheezan936
3 ай бұрын
Mashe Allah shubhan Allah beshak Allah hu akber
@jabiullahalgeri1910
3 ай бұрын
❤❤Dni royega raat royegi har Mumin ki zaat royegi jab bhi nazar Aye Muharram ka chand gam hussian me saari kaynat Royegi😭💫✨🦋🥀
@chandbee6357
3 ай бұрын
Mashallah subhanallah 🤲🤲
@asbaatshaikh1421
3 ай бұрын
Walaikum assalam ustaad ji Alhamdulillah Allah hum sab keliye nawaa saal khairiyo aafiyat waala ho aameen Jazakallah hu khaira assalamualaikum ustaad ji 🙋🏻♀️😊💐❤🤲
@chandahmad2482
3 ай бұрын
وعلیکم السلام ورحمتہ اللہ وبرکاتہ
@yourfriend....-lg7st
3 ай бұрын
Achcha eglish me 2024 chl rha but urdu me 1446 chl rha waaw❤❤
@MdSahil-bc1dq
3 ай бұрын
Ameen sumaa Ameen❤❤❤
@mdtaiyab5356
3 ай бұрын
Moulana A.M.Q sb ka sound sun kr dil ko bhut sukoon milta hai...allah lambi umar or khub kamyabi ata farmaye....🤲
@aishafirdosh5366
3 ай бұрын
Aameen summa aameen
@shekhsaqib7232
3 ай бұрын
Aameen Summaameen
@asharahmed9437
3 ай бұрын
Asslaikum..es sal Allah humre parshni dur kre sukun d seht d ameen
@Mdzakir-k1l
3 ай бұрын
Naya saal savi musalmanon ko mubarak ho aameen
@ajimansari1348
3 ай бұрын
Walekum assalam rahmatullahi warkatu
@mainaahmed8336
3 ай бұрын
Assalamu Alaikum Mufti ji dua kijiyega ALLAH Hu Akbar Ameen 🤲🏻
@AyeshaMujaffari
3 ай бұрын
Summa ameen ❤
@faisalkhan-eq2vi
3 ай бұрын
❤ Ameen ❤️
@NaseemKhan-jy6xq
3 ай бұрын
Ameen summa ameen ❤❤😢😢
@HMShadanofficial
3 ай бұрын
Assalamualaikum mufti sahab islamic new year Mubarak ❤
@sabyakhan6552
3 ай бұрын
Mera 19 ko exam hai Aaap sb duwa kre es naye sal mai mera job lg jae 🤲🤲🤲🤲🤲🤲
@md.wakilahmed2589
3 ай бұрын
AAMEEN
@mdhasmullah2299
3 ай бұрын
Exam bad 40 din ke liye Allah ke raste me nikale ❤❤❤
@sabyakhan6552
3 ай бұрын
@@mdhasmullah2299 Allah ki ibadat hamesh krte hai
@wasimkhan5933
3 ай бұрын
Assalamu alaikum Mufti shab aapko islamic Naya sal mubarak ho In sha allah jarur padege aur Allah hum sabko nek hidayat ata farmay
@Banosahera670
3 ай бұрын
Ya Allah is naya saal me palestinio or gaza ke muslamo ko hifazat farma 😢or tamam musalmano ko nek raste pe chalne ki tofik aata farma ameen 🤲🤲🤲😢😢😢
@faisalkhan-eq2vi
3 ай бұрын
❤ Alhumdulilha 💝
@irfanqurashi7360
3 ай бұрын
Walaikum assalam khariyat hai Mufti Sahab
@annufai2077
3 ай бұрын
Masha allha...
@ASpatel-vc8sv
3 ай бұрын
Ameen ❣️
@si-hl4do
3 ай бұрын
Ya Allah is sal me meri god nek swale aulad se barde😢😢😢
@asifhussain-pz8nm
3 ай бұрын
Allah pak ham sabke ke gunah maaf kare ameen
@fishy4914
3 ай бұрын
Aameen
@yasminmanjra3036
3 ай бұрын
Walekum assalam wr wb mufti sahab
@humeraalihumera4441
3 ай бұрын
Walekum assalam ❤😊
@chauahanjaved419
3 ай бұрын
Ameen,,,,,Duaa me yaad
@AyeshaKhan-hr6pm
3 ай бұрын
Ameen 🤲🤲
@kashiftyagi5500
3 ай бұрын
ya.allah.es.naya.saal.mai.ccha.faisala.kar
@seemajaved5942
3 ай бұрын
Mashallah jazakallah khair
@MdMusharraf-e6s
3 ай бұрын
Walaikum assalam
@qaziisha9950
3 ай бұрын
Alhamdulillah
@naziakhatoon8511
3 ай бұрын
🌺آمین 🌺
@ZeeshanMohd-pc6qo
3 ай бұрын
ज़ाज़क अल्लाहु खैरा🌹
@shirajbegum8085
3 ай бұрын
Allahamdullia
@musratjahan2639
3 ай бұрын
Assalam alaikum bhaijaan ❤️
@justjeans3516
3 ай бұрын
Allah Hu Akbar
@aslamshaikh4111
3 ай бұрын
Assalamualaikum bhai jaan
@zarinabano-wk9xb
3 ай бұрын
Asw mufti sahab plzzzz mara lia dua kra ka nya sal par mari sari ajmaish khtam ho jai 😭😭😭😭😭
@mohammedaftab8304
3 ай бұрын
Walikum assalam
@SRMotivation-yj5tr
3 ай бұрын
Assalamualaikum Mufti Sahib mere liye dua kijiye ki meri exam pass ho jao
Пікірлер: 227