jab teenon Bhai bahan balbhadra Bhagwan maa Subhadra aur Jagannath Prabhu Apne mausi badi se return aate Hain apni Shree Mandir aate Hain tab Mahalaxmi bade Prabhu yani ki balbhadra Bhagwan ko andar jaane deti hai Maa Subhadra bahan ko andar jaane deti hai parantu Apne Swami Jagannath Ji ko andar jaane nahin deti hai laxmi maa unse rusth Ho jaati hai. tab Jagannath Prabhu unhen manate hue rasgulla dete Hain aur esi Karan aaj ke din Odisha mein rasgulla tyohar bhi manaya jata hai Jay Jagannath
Негізгі бет Jagannath Puri Temple: Laxmi MAA's Fury
Пікірлер: 7