Janam Fidai Zainab | Shah E Mardan Haider | Noha | 2022/1444
==============Noha Lyrics============================
Jaanam fida E Zainab SA
Jaanam fida E Zainab SA
Binte Ali ab hai yahi Sare Azadaron ki Sada
Jaanam fida E Zainab SA janam fida E Zainab SA
Aapke dar per aye BiBi sar ko jhukate Hain naukar
ek ishara mil jaaye Jaan fida kar de naukar
sirf gham e shah ke liye khalk hue hain ahle Aza
Jaanam fida E Zainab SA jaanam fida E Zainab SA
Ham Jo muhafiz ban jaen aapke roze per BIBI
Taghoti fitno Ka jawab ham denge aakar BIBI
roze ko dekh sake kis mein phr himmat hai bhala
Jaanam fida E Zainab SA jaanam fida E Zainab SA
Tod ke Rakh den sab Ka bharam kya katil kya ahale sitam
tufanon se takrakar barpa karenge Majlis gham
rok Nahin sakti hamen lakh mukhalif ho yah hawa
Jaanam fida E Zainab SA jaanam fida E Zainab SA
Sham ke sawaron se suna majra humne Shahzadi
Na hai vahan Majlis mein sukun Na matam ki azadi
Chhinenge zalim se nohe aur matam ki faza
Jaanam fida E Zainab SA jaanam fida E Zainab SA
Fir se laga Di pabandi ahale sitam ne ziyarat per sarhad per bhi pahry lage chup Hain bhala kyon ahale hunar
hak per jiyo hak per maro humne irada Kar hi liya
Jaanam fida E Zainab SA jaanam fida E Zainab SA
Chehalam aur ashur vahan ham bhi manae ahale jahan sina sani ka hak ho Ada khoob Karen ham aah bhukha lab pay rahe bus yah Sada aapki mazlumi pay fida
Jaanam fida E Zainab SA jaanam fida E Zainab SA
Mazhar aur shahe Mardan Gar hob muhafiz roze ke
Jaan fida kar de donon shook e shahadat Dil mein liye
kar de karam binte Ali ajre risalat Yun ho Ada
Jaanam fida E Zainab SA jaanam fida E Zainab SA
👉 Labbaik Ya Hussain: • Labbaik Ya Hussain AS ...
#JanamfidaEZainab
#shahemardanhaider
#nohay2022
#muharram
#labbaikyahussain #2022 #yahussain #karbala #majlis #matam #janamfidayehaidery #SalamZainabsa
#sham
Негізгі бет Музыка Janam Fida E Zainab | Shah E Mardan Haider | Noha | 2022/1444 | Muharram 2022 Nohay |
Пікірлер: 58