Khoon Ke Ansu Baha Rahe Hain Hussain | Mohammad Ali Moshi Noha 2022 | Mola Ali Akbar Noha 2022/1444
ll بِسمِ اللہِ الرَّحمٰنِ الرَّحِيم ll
🔴 KHOON KE ANSU BAHARAHE HAIN HUSSAIN
Mohammad Ali Moshi Baltistani Muharram 1444-2022
Connect with Mohammad Ali Moshi Baltistani:
Subscribe 👉bit.ly/3jP48So
#imamhussain #muharram1444 #HzAliakber#muharram2022
#mohammadalimoshibaltistani #noha2022 #newnoha2022
Video Info:
Noha | KHOON KE ANSU BAHARAHE HAIN HUSSAIN
Reciter | Mohammad Ali Moshi Baltistani
Poetry | Janaab Arif Sahaab
Composed By | Nayar Abbas
Translation | Banda e Khuda
Audio | RWDS
Video | The Focus Studio
Creatives | The Focus Studio
#muharram1444 #noha2022 #subscribe #mohammadalimoshibaltistani
#muharram2022
Lyrics:
▪️Ek qayamat h aaj maqtal main khoon ky ansu baha rahy hain hussain...
Laash akbar ki h yaa haathun sy apni mayyat utha rahy hain hussain...
▪️Laal ki laash rakh ky kaandhun par uthny lagty hain aur girty hain....
Keh ky abbas us ghari ro kar bawafa ko bula rahy hain hussain..
▪️Apny bety ko pursa deny ko yaa ali ab najaf sy aajawo...
Laash par nojawaan bety ki gir ky phir uth na pa rahy hain hussain...
▪️khud hi haathun sy khainch kar nyza haath rakhy pisar ky siny par...
Ujdri madar sy is tarah haye zakhm_e_akbar chupa rahy hain hussain...
▪️Ek kaanta kal us ko chubta tou keh ky akbar padar tardrapty thy....
Allah jany ab us ky laashy sy kitny pathar hata rahy hain hussain....
▪️Raasta bhi nazar nahi ata bardh ky khaimun ko hat ky girty hain..
Thamy laasha hain aarahy lakin aisa lagta h jarahy hain hussain....
▪️Shaami nyzy dikha ky kehty hain aur akbar bhi hain tou ly aawo...
Haye akbar ko aur shiddat sy tb galy sy laga rahy hain hussain....
▪️Baad akbar ky chand lamhun main phir sy zainab ny wo sama daikha .....
Misl _e_akbar sina h siny main aur tamaachy bhi kha rahy hain hussain..
▪️Sun ky arif shahaadat_e_akbar ro ky kehti hain khuld m zehra ...
Bhar na paye ga jo qayamat tk zakhm wo dil py kha rahy hain hussain....
.......🔅.......🔅........🔅.......
Негізгі бет Khoon Ke Ansu Baha Rahe Hain Hussain | Mohammad Ali Moshi Noha 2022 | Mola Ali Akbar Noha 2022/1444
Пікірлер: 22