Gautam bhai aap log to satnami ho na to fir mansh kyo khate ho kyonki satnami samaj me mansh khana paap mana jata hai aur hindu dharam me bhi paap mana jata hai mai ye nahi kah raha ki aap mansh mat khao balki mai ye kah raha hu ki satnami ho to mansh kyo khate ho
@cpnirmalkar5581
4 күн бұрын
O bhai aap nai khate kya
@user-yh8kz8je1amardas
4 күн бұрын
@@cpnirmalkar5581 mai kisi bhi ishvar ya dharam ko nahi manta isliye mai mansh kha bhi sakta hu aur nahi bhi kyonki mai mansh khane ko aparadh nahi manta gautam bhai dharmik hai isliye puchha
@cggautamvlog8656
3 күн бұрын
Nhi khate hai bhai pahle khate the ab band kar diye hai.
@ghanshyamjangde7673
3 күн бұрын
Tola kay he ta
@Gaminghd777
Күн бұрын
Tola kay h be kon ni khaye chhattisgrh ma sab khate dharmik manana ya ni manana apan kaam ye
Пікірлер: 37