Aaj ka din aise he raha. Madam ke phone mein line aa gayi thi.. Uski wajah se madam ka dimag kharab raha pura din. Coz expected tha ke phone ya to repair ke liye Submit hoga ya Coupon milega.. Finally OnePlus ne phone submit kar liya aur 20K ka coupon de diya. Aaj mic bhi check kiya ke kaisa response aata hai pehle ke compare mein.. Uske baad sham ko shop pe aa gaye raat ko mausam bhi bahut acha ho gaya tha baarish mein maza aa gaya.. Par madam ka mood karab raha phone ki wajah se.. 😭....
Aapko aaj ka vlog kaisa laga comment karke jarur batana...
Video ko like kare jyada se jyada share kare and Channel ko subscribe kare..
Take care of yourself and your family. God Bless you all..
Негізгі бет Madam ke phone mein line aa gayi.😭.OnePlus Store Gaye🏍.Mota Kharcha New Phone ka.🤦♂️ Mic Test kiya🎙
No video
Пікірлер: 6