Mufti shab Mera beta 3 month ka h uski tabyat bohot kharab h PGI hospital me operation huwa hai 50 to 60 chance bole h doctor dua kijiye theek ho jaye 😢😢😢😢😢
@Laybamamta
3 ай бұрын
Allah paak apke bete ko sehat k sath lambi umr de.. Aameen..
@shabnamara8041
3 ай бұрын
Aameen summa aameen
@ilmasaifi9325
3 ай бұрын
Inshallah.. jaroor 🤲🏻 👉🏻Allah aapke bete ki bimari khatam kre or aapka beta sahi slamat tandurust ho jaye
@akhtarcreation1875
3 ай бұрын
Allah Taala apke bete ko shifa ata farmaye...
@SwaibaNadeemgazi
3 ай бұрын
Bohot sukriya ameen summa ameen
@rubikhatoon5887
2 ай бұрын
Sukriya Mufti sahab
@jameelahmad8555
3 ай бұрын
Allah ham sabke gunaho ko maaf farmaye ameen 🤲🏻
@humeraalihumera4441
3 ай бұрын
❤❤assalamu alekum 😊😊 Allah ka shukr h jitni bhi bidat h Allah ne Sab se door rakha h
@tahoorkhan4643
3 ай бұрын
Allah k shukr hai mere susral m koi rewaaj nahi h bs ibadat kro hr month m❤
@jameelahmad8555
3 ай бұрын
Allah sabko esa sasural de ameen 🤲🏻
@Muskan-tu5dp
3 ай бұрын
@@jameelahmad8555mufti sahab mera aapse ek sawal hai meri ammi ne11 roze rakhne ki mannat mani thi lekin ab medical condition ki wazah se ab woh roze nhi rakh sakri hai to ab kya krna padega please reply me🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏
@santosh34556
3 ай бұрын
sweets, sugar, chocolate, watermelon nahi khayege to hum hawas/kaam vaasna se dur ho jayege. 💪💪👍 Bramhacharya since 8 months.
@falaknaaz-e6u
3 ай бұрын
Walekum aslam Mufti sahab 5 saal se aap ki zuban thak chuki hogi logo ko sahi baat samjhate samjhate magar log hai ke kuch samajna hi nahi chahte.mai aapki har video dekhti hu.. maashaallah bahut acchi video rahti aapki gair muslim bhi aapki bato ko samjhta hoga magar pata nahi musalman ko kya ho gaya hai..
@Binishofficial99
3 ай бұрын
وعلیکم السلام ورحمةاللہ وبرکاتہ❤ عمدہ ویڈیو👍🏻🌹 جزاک اللہ خیرا😊
@RizvanSalmani-fw2un
3 ай бұрын
Allha paak hame neksulahin oulad atafarmaye ameen
@shahnazbegum8177
3 ай бұрын
Masha Allah 👍👍
@shakilkhan3590
3 ай бұрын
Assalamualaikum Mufti sahb , ye moharram ke mahine m khane ki jo nimate apne Haram or Halal ke bare m Jo btaya ye bahut bahut achha message h .
@RoohiFarooqui
3 ай бұрын
Assalam Alaikum Mufti sahab bhtt 2 shukriya
@rijwansafi1680
3 ай бұрын
Bashak ❤❤❤❤ mufti Sahab aap na shai kha ❤❤❤❤mufti Sahab Allah aapko Salamat Rakhe 💖
@mahisekh2383
3 ай бұрын
Allah ka sukar hai mere yha koi esa riwaz nhi hai 😊
@Munshed173
3 ай бұрын
Right 👍 Mufti sab ji
@zuvedkhan3178
3 ай бұрын
Assalamualaikum Mufti sahab
@MaibamIthem
3 ай бұрын
Wa Alaikum salaam Warahmatullahi Wabarkatuh
@SRMotivation-yj5tr
3 ай бұрын
Mufti Sahib mere liye dua kijiye ki me CTET exam pass ho jao 😭😭😭😭 Mufti Sahib main bhut garib hun aur ham sab ko kamyabi mel Jaye
@farhinkhalif111
3 ай бұрын
Walekum assalam Mufti Sahab
@ParwezAlam-v6t
3 ай бұрын
Bhut acha mesg h bhut bhut sukriya mifti sahab ek or bat ka confusion plz wo v dur kr digye mene dekha h mohrram ke mahine me log chok pe diya jalate h dua mangte h ky aesa krna sahi h plz ispe v video bnaiye 🙏
@naziakhatoon8511
3 ай бұрын
🌸ماشاء 🌸 اللہ 🌸
@rubyabbasi4295
3 ай бұрын
Assalamualaikum molana sahab aap bhot acche traha se samja dete hai Aap ka bhut sukriya
@iramqureshi7302
3 ай бұрын
Alhamdulillah
@SRMotivation-yj5tr
3 ай бұрын
Mufti Sahib kya 20so din sirf faraj namaz hi padege
@mdafroz1745
3 ай бұрын
Masha Allah subhanallah Alhamdulillah ameen summa ameen ❤❤❤❤❤
@Amaansaifi92
3 ай бұрын
Mufti sahab Kiya mirch masala pe durood lga skte hain imaam Hussain ki durood pe
@MdAzad-s4u6u
3 ай бұрын
MFTI SAHB Assalamualaikum mera sawal hai ki Imam bada ,dargah, Msnui Karbala or Majaro pe murga dena kiya shi hai or kiya uska khana jaij hai, iska jawab jarur de .❤
@kaifmalik-xe2dd
3 ай бұрын
ASAALAMUALAYKUM MAI PG ME REHTA HU 16 JULY 2024 ACHCHI SABJI NA HONE KERAN MENE ANDE KI OMLET KHARID KE LAYA THA BUT MUMMY NE MANA KARDIYA
@nishatparveen9841
3 ай бұрын
Meri sasural me bhut hi hota h jaise roti ka malida meethi khichdi etc aap mere liye dua krna ki mere ghr se shirk or biddat khatam ho jae
@muhammadsajidsiddiqui2537
3 ай бұрын
As salamu alaikum 9 or 10 ka roza kon se din or tarikh ka hoga
@AzamHind-yf5dl
3 ай бұрын
Allah ham musalmano ke Ilm me Izafa kare.
@SRMotivation-yj5tr
3 ай бұрын
Assalamualaikum Mufti Sahib
@mohammadtasleem5666
3 ай бұрын
Mufti shab karbala ke bare me video banao Kiya hua tha
@ShaikkareemunnisaShaikka-er1fw
3 ай бұрын
Assalamualaikum mufti sahab .meri choti si request hai aapse ke koi dua ya wazifa bataiye na zati ghar keliye .mujhe zati ghar ki bahut zaruri hai
@Sunni_brother
3 ай бұрын
Mufti sahab kya mein colour trading kr skta hu❤
@salwiyaparwin885
3 ай бұрын
Mufti shab mujhe ek baat bataen agar mai kuraan khani. Ka dil me khayal kiya aur wo ab mujhse pura nahi ho paa Raha hai paise Kam pad rahe hai to kiya mai ghar me kuraan pad ke bakas sakte hain
@TayyabkhanKhan-wr8eu
3 ай бұрын
Assalamualaikum Mufti sahab ❤️❤️❤️
@alibasar1823
3 ай бұрын
Assalam walekum v rahmatulahi v barkatahu Mufti sahab hamare yaha 9 moharam ko palak ki sabaji banan jaruri hai kya hamare yaha ye chij bahot jyada hai please Jawab de
@nikhatnikhat8712
3 ай бұрын
Assalam alikum mufti sahab kya moharram ke mahine me kala kapda nhi pahanna chahiye please btaiye
@MukandarKhan-qd2ys
3 ай бұрын
Mufti Sahab kya mohalla mein road revadi per fatiha dilana chahie ya nahin please please is baat per video banana jarur
@AjAs-s4x
3 ай бұрын
Moharram me fatiha Deen nhi samajhte Bas ek Aqidat ka Andaj hy hazrat 🎉🎉🎉
@syedhumeramahi6775
3 ай бұрын
Hazrat chonge khana kaisa hai mein ne suna hai ki chonge ki jo roti hoti hai wo karbala ka maidan hota hai or jaggery ka pani jo hota hai wo khoon hota hai ... Kya ye sahi hai
@NagmaNoor-oe4nd
3 ай бұрын
Bahot bahut shukriya
@MohdNadeemSalmaniG
3 ай бұрын
❤❤❤ assalamualaikum mufti Sahab Aapse Mera ek sawal hai ki machli ko konse din nhi khaani chaiye
@shakirmohammad5197
3 ай бұрын
Hamare susral me sirf mahorram ki 9 tarikh ko khichde ki gehu peeste hai saal me ek hi baar fir pure saal nahi pees sakte ye sahi hai ya galat please bataye
@ShaguftaKhatoon-h1g
3 ай бұрын
Assalam Alaikum mufti sahab mai bihar se hu aap kaha se hai please batadijiye mere yaha bola jata hai ki 1 se 10 moharram tak kadhai me kuchh fry ya chhan nahi sakte hai kya yah sahi hai
@shazshorts8912
3 ай бұрын
Asalamualaikum Mufti sahab.....first time comment kr rhi hu,... Hmare yaha bolte hai ki muhharam ke dino me saf safai Jale vagaira nhi nikalte... Kya yeh baat sahi hai
@AlishaAfreen-g5x
3 ай бұрын
Hmlog ke yaha v simple khana hota or jhadu bs nhi lagatai or new dress nhi bnatai or n he phantai q ki yai gam k mahina h or ghum me khusiya nhi mna sktai
@Nothing82113
3 ай бұрын
Bhai please reply Kardo fazr ke waqt ek majboori ke wajah se mere Ghar me kibla rukh moonh karke padhne ke liye koi Jagah nahi rehti hai , mujhe majbooran kibla rukh na hoke namaz padhni padti hai ( Jo kibla rukh hai woh tedha hai or mujhe sidha rukh karke padhna padta hai) kya Meri namaz maani Jati hongi, please reply karden bhai ALLAH PAAK AAP KO ISKA BEHTAREEN SILA ATA FARMAEN , PLEASE PLEASE PLEASE PLEASE PLEASE PLEASE PLEASE PLEASE PLEASE REPLY TO ME
@mahi-k1i
3 ай бұрын
Aap khairiyat Se Hain
@alonegameryt2261
3 ай бұрын
assalamualaikum Mufti sahab mai jharkhand jamshedpur se hun yaha humlog ke taraf laccha khane ko haram kaha jata h bataye ap apne raaye please
@yasminmanjra3036
3 ай бұрын
Walekum assalam wr wb mufti sahab
@aaminakhatoon3881
3 ай бұрын
Hazara Mera sawal hai please reply dijiye Kya Muharram me chautara baharna jayej hai
@huriyahoor9606
3 ай бұрын
Mere ghr pr meri ammi sharbat banakr batwati h 7 tariq ko our 10 tariq ko ham sb roza rkhte h our quran khani krate h our meri ammi masum bachhe khilati h y kaisa h...mufti sahab..
@ImranAhmad-je8tr
3 ай бұрын
Sawab ki niyat se karna sahi he
@MdKashif-e9z
3 ай бұрын
Assalamu alaikum Mufti sahab Mera aap se 2 sawal hai pehla ye k moharram ki 7 se 10 tareekh Tak kuch log paik lga karte hai iska kya masla hai iski kya haqikat hai or dusra sawal ye hai k kuch log moharram ki 1 se 10 tareekh Tak diya batti jalate h iski kya haqikat hai please Mufti sahab mere yeh dono sawal ka jawab zarur de Sunday comment box me me ye dono sawal aap se 4 baar kr Chuka ho or me KZitem me v ye Don sawal search Kiya lekin mujhe jawab nhi mila isliye mere dono sawal ka reply zarur de Mufti sahab please please please
@AzajAhmad-cs5xd
3 ай бұрын
Alhamdulillah❤
@SaddamKhan-t8o
3 ай бұрын
Assalamualaikum mp Dewas Hamari basti me ek bhai 8 Muharram ko har saal sab Ghar Wale ko khana khilata hain. 1 - 9 Muharram ko Khilana or khana kesa hai.?
@Zara_khan0020
3 ай бұрын
Mai bhi is chij se bht preshan Thi ...bht logo se Suna Tha ki moharram me machlii nhi khani chahiye abi jaakr baat clear huii....bht shukriya Aapka✨❤️
@ImranKhan-nn8vn
3 ай бұрын
Asslamu alaikum Kya biya bivi ek hi palet ya ek hi bartan me sath khana kha sakte hai plz answer me
@RJOfficial-on.e
3 ай бұрын
Assalam alaikum mufti sahab mai bihar se hu mufti sahab ye sabil kya hai sabil kis chij ko kahte hai
@nilofarshekh4613
3 ай бұрын
Assalamualaikum Mufti ji kya mohram ke manth me muli khana chahiye ki nahi
@SR_Ayzal
3 ай бұрын
Mujhe apse ek sawal krna h ....kya agar maa apne bete ko bewajah baar baar baddua deti hoto kya wo bhi Allah tala qubool krte h😊
@huriyahoor9606
3 ай бұрын
Vo kaisi ma hogi jo apni aulad ko bewajah baddua de😢
@Altaf.pathan_786
3 ай бұрын
Badua Aur duwa dono lagti. Hai.... Maa se bole Aakhirat me Aapko iska hisaab dena hoga be wajah baduwa dene ka
@U-tubeUser
3 ай бұрын
Haa maa baap ki jaise dua lgti h wese baddua bhi isliye mana k apni aulad ko kbhi kose n na hi baddua de. Gusse mein bhi nhi. Bewajah bhi nhi. Agar jb dil dukhta h tb Kai maa baap dete fir aulaad ki bhi to galti hai
@AyanKhan-sh9mo
3 ай бұрын
Hoti hai aisi maa 😢@@huriyahoor9606
@Vishwadnyan_Darshan
3 ай бұрын
वज़ह है तो कुबूल हो जाएगा। बेवज़ह है तो नहीं
@SrishtiSrishh
3 ай бұрын
Aslam walekum aap se ek req h new muslim namaz kaise padhe tarika to pta h lekin namaz mai kya padhte h samjh nahi aaraha h surah kaise milte h ye sb kya hota h plZ detail video bnaye iss topic pe
@AlishaAfreen-g5x
3 ай бұрын
Ap nmz ki books le lijyai y fir u tube ke zaryAi help le sik jayai ga or smjnai ki puri koshish kryai ga
@SrishtiSrishh
3 ай бұрын
@@AlishaAfreen-g5x aap help kr sakti ho meri
@NagmaKhatun-m9t
3 ай бұрын
Assalamualaikum Mufti sahab hamare yahan bhi yesa mana jata hai k mohram k mahine main macchli saag chane ka daal nahi khana chahiye aur yeh bhi mana jata hai k agar ghar main makri jaal ho to use nahi hatana chahiye aur 9 10 mohram ka roja rakhte hai aur hasen husen k naam se fatiha bhi karwate hain
@ImranKhan-dn7rf
3 ай бұрын
Waalaykumussalam warahmatullahi vabharaqatuhu
@justjeans3516
3 ай бұрын
Allah Hu Akbar
@aslamshaikh4111
3 ай бұрын
Assalamualaikum bhai jaan
@mohdshadab8404
3 ай бұрын
ghulam ashraf 136/2.95m/1.4k
@iamohdfaizan
3 ай бұрын
I came accross one scenario where in a family, they don't even fry or use oil in their food for the whole month of muharram.
@siddikattar690
3 ай бұрын
Important question. Hazrat ji ye jo 10 muharram ko matam manaya jata hai. Swariya bithai jati hai.. Fir ek Aadmi ke badan mai hazrat Ali Aur Hazrat hasn husen ke hazri hoti hai is ki kya haqikat hai... Plz video banaye.
@shanaiyahuzaine2460
3 ай бұрын
Wallaikumasslam bhai
@murshidaaslam6740
3 ай бұрын
Assalamu Alaikum Hafiz Sahab
@AlishaAfreen-g5x
3 ай бұрын
Tel masala chana or chana dal mittha cez or sag kha sktai kya
@NikhatPriven
3 ай бұрын
Walikum assalam
@jawedsoni8198
3 ай бұрын
Assalam alaikum mukti sahab
@alisherkhalifa119
3 ай бұрын
Kya bed par namaz padh sakte hai ..oonchi bed 🛏️ par
@anayakhatoon3692
3 ай бұрын
Moharram ke dusre din mera 2 month ka baby nuksan ho gya or aj 5 wa moharram h or me bahut taktif m hu plz kuch btaye plzz 😭😭😭😭😭😭
@ibrahimshaikh2429
3 ай бұрын
Assalam 0 alaikum wa rahmatullahi wa barakatahu . Mufti sahab jhinga aur kekde ke baare mea bataiye khana haram hai ya halal . Yeh sawaal Muharram ke mutaallik nahin hai. Jaankari ke liye pucha hai bataiyega jaroor.
@tabrej.asfiya5381
3 ай бұрын
Mufti saheb hamare ghar wale malida bana ke jaha tahajiya rakhte h waha leke jate h batade Sahi h ya Galat
@samina_hayat29
3 ай бұрын
Hamare yaha saag ar machhli dono nhi khaya jata h ar sawai v mna h yaha to 7mi Ar 8mi ko fariya hota h ar lisan v charaya jata h kiya ye sb sahi h
@tohidansaritohid6064
3 ай бұрын
Mufti sahab muharrm ka mala dik sakta hi
@suhaimahasan4982
3 ай бұрын
Assalam o alaikum Mufti sab ham bhi firozabad se hai but hamari shaadi sahawar zila kasgunj se hui hai aj mere yaha kuch log ik bachche ko lekar aye jisne green kapde pahne hue the wo kah rhe the k ye faqeer bana hai paise de mene unhe tal dia k phir le jana
@taskinkaiser3764
3 ай бұрын
Kiya 9-10moharram ka roza mein iftaar wagaira bana sakte hai....sab bolte bas dal chawal hi khana hota koi tala chiz ya chane waigra nahi banna hota hai kiya ye sahi hai.....
@Mohmmadrafik-e1b
2 ай бұрын
Maulana Sahab hamare yahan bujurg kahate Hain ki jis din mohharam Ko Thanda Kiya jata hai uske bad ghar mein chiknai wala khana aur tadka Mari Hui sabji nahin paka sakte na kha sakte kya yah sahi hai
@afreenbano6070
3 ай бұрын
Moharram m mehndi lgana kaisa h
@KhanAsif-zv4dw
3 ай бұрын
Ky moula sahab nakun aur ballu ko kungo kr na chaheya ya nhi
@SameerMirza-us6kx
3 ай бұрын
Hamare yaha bolte he ki talan bhi nahi kar sakte or kapde pe sui bhi nahi chala sakte ye sahi he kya
@Hijabigirl472
3 ай бұрын
Humare yaha 1muharram se कच्चा चावल और चीनी चौक पर जा कर fatiha karwaya jata h
@sabaperween4380
3 ай бұрын
Y hamre yha bhi hota h
@AhsanMohd-fh9lg
3 ай бұрын
जिनको सर की बातें अच्छी लगती हूं सिर्फ वहीलाइक करें
@GudduSiddiqee
3 ай бұрын
Assalamualaikum Mufti sahb ak ldka ak ldki se bat krte krte usne tfrhi me nikah aoor logo ke saamne han kre wai aoor usne han kr li kiya nkah ho gya please iska hl jroor btana
@murshidaaslam6740
3 ай бұрын
Meri bhatiji 1 sal ki hai ajaan sunane per bahut Roti hai aap uske liye Kuchh Dua bataen
@tahir-ahmad7
3 ай бұрын
Hamare elaqey me muhharram ki pehli tareekh se 10 muhhrram tak dhol baja kar or 10 tareekh ko akhara nikaltey hai aise karne walo ke kuch rehnumayi farmayen mufti sahab.....or sath me yaa hussain ke naare lagatey hai .? ❓
@ghazal44199
3 ай бұрын
Hamaare yahan khichdi nhi khate hai moharram me iski sharyi hassiyat kya hai
@anjumpervajanjumpervaj3977
3 ай бұрын
Moharram me dhol bajana kaysha hy esky mutallik bataye
@saiyadhaidar733
3 ай бұрын
Dhol to haram hi hai sabko pata he kaha samaj te logh
@SahidKhan-fd4rz
3 ай бұрын
Assalam walekum Mufti Sahab Hamare Yahan mohharam Wale Din Roti Nahin Banai jaati Halim chawal bante Hain Roti Nahin Banti Kahate Hain ki aaj ke din Tava Nahin chadhana chahie
@AbdulAziz-tj8dt
3 ай бұрын
Janabe Ali Mere Dost Mere Bhai Sach hi Kaha aapane olma Allah Tala farmata hai Allah Tala farmate Hain ab Allah Tala farm Aati Hai bolna hi Baki Hai Bada Mushkil Hai Maulana main Abdul Aziz Sheikh Gulbarga Karnataka state
@younusansari6895
3 ай бұрын
Moharsm me kahi aja sakte h ya nhi plese hajrat hayeye
@SR_Ayzal
3 ай бұрын
Assalamualaikum bhai
@MDHaidarAli-dx1uj
3 ай бұрын
Assalam alaikum bhai jaan mere yaha bhi fish nahi khate hai aur nya kapda nahi rahte hai kya ye sab karna thik hai plzz reply me bhai jaan ❤❤
@AlishaAfreen-g5x
3 ай бұрын
Ji new dress nhi hona chahiye
@ruksarkhatun448
3 ай бұрын
Assallam alaikum mufti sahab mere liy duwa kijiy allah meri pareshaniya dur kr mujko nek aoulad se nawaj bahut dawa kara li koi fayda nhi ho rha h please mere liy allah se duwa kijiy mere husband mera sath chor diy yah bol kr ki tera bacha nhi ho rha h pta nhi hoga bhi ya nhi pr mujko ykin h allah har namumkin ko mumkin krne wala h is muhram mahine ke sadke allah meri pareshaniya dur kre ameen summa ameen
@AlishaAfreen-g5x
3 ай бұрын
Maula ali asgar k jhula ps jayai or maula ali asgar k wasta & wasila de or dua kryai magyai khub Allah sai maula ali asgar kai sadkai me apko Allah nawazai gai insaallah yai krkai dekyai insaallah NXT moharram atai tk gaud bhar jayai gai or maula ali asgar ke jhulai ps le kr zarrur zyarat ke liyai jayai ga baccha ko le kr or yd rahai Puri dil sai yakeen ke saath succha dil sai dua kryai ga
@ruksarkhatun448
3 ай бұрын
@@AlishaAfreen-g5x kaha hai maula ali asgar k jhula
@abdulahadindian4154
3 ай бұрын
Please mere liye dua kaiye me bhot bimar hu
@MokaifMansuri-v1h
3 ай бұрын
Assalamu alaikum mufti Sahab hamare yha moharram me arhar ki dal tiza Tak nhi bnane dete hai
@ushmaparveen7296
3 ай бұрын
H mare yaha khane bna kr bannte jate hai, or quran khani hr ghr me rkhi jati hai, India🇮🇳 punjab
Пікірлер: 280