Ne’amatein baant ta jis simt woh zeeshaan gaya,
Saath hi munshiaey rehmat ka qalam daan gaya
Naimatin Banta Jis Samat
Le khabar jald ke ghairon ki taraf dhiyaan gaya
Mere Maula mere Aqa tere qurbaan gaya
Dil hai woh dil jo teri yaad say ma’moor raha
Sar hai woh sar jo tere Qadmon pe qurbaan gaya
Unhein jana unhein mana na rakhha ghair se kaam
Lillah Al Hamd main duniya se Musalmaan gaya
Jaan o dil hosh wa khirad sab to Madinay pahonche
Tum nahi chalte Raza sara to samaan gaya
Read more www.islamiclyri...
Негізгі бет Namatein Bantta Jis Simt Woh Zeeshaan Gaya ~ Owais Raza Qadri
Пікірлер