Qabar ka Azab
Janab Muhammad Khalid Mujahid nay apnay khoobsoorat andaaz main bayan kiya hay. Quran-o-Sunnat ki roshni main zindagi guzarnay ka tareeka samjhaya hay. agar ham smbhal kr nahi chalain gay to qabar main azab ho ga. Qabar ya to jannat ki kayariyon main say aik kayari hay ya jahannum kay gharrhon main say aik garrha. Allah hamain apni rehmat kay saye main rakhay aur sirat-e-mustaqeem pr chalay. hamaray guhanun say dar guzar farmay aur apni rehmat kay saath hamara faisla karay. Ameen
Abdul Khaliq
Негізгі бет Qabar ka Azab - Muhammad Khalid Mujahid - 3(3)
Пікірлер: 4