urdu zaban ko roman me likhny ka rawaj barhta ja raha hai. kuch multinational compnies bhi apny ishtehar roman urdu me likhwaty hain ta k un k akhrajat km ho saken. roman ka sb se bara faeda yeh hota hai k es se urdu aur hindi bolny waly donu hi parh sakty hain.
mehar bilal lectures me urdu k sath sath roman urdu ka tarika bhi sikhaya ja raha hai.
Негізгі бет Roman Urdu | رومن اردو | roman urdu sekhny ka asan tarika | mehar bilal lectures
Пікірлер: 75