OK. वैसे मुझे आप के भजन और गीत बहुत अच्छे लगते हैं
@MamtaManmani
4 ай бұрын
Thank you didi Radhe Radhe
@RobinAttrash
3 ай бұрын
Budhi man ke Geet bhi hai kuchh
@anupambhajan2550
4 ай бұрын
बहुत ही सुन्दर
@user-nx7cr4tg1n
4 ай бұрын
2:44 ❤
@RAJRANIGEET
4 ай бұрын
Jabardasti has rahi ho
@bhajanchannel8682
4 ай бұрын
बहुत ही सुंदर 🕉नम शिवाय बहन 🚩❤❤🙏🙏🕉🕉🕉
@RAJRANIGEET
4 ай бұрын
Aap kya janam se sikh kar aayi hai. Sab ek doosre se sikh kar sune sunay hi gaati hai. Ghamand nahi karna chahie
@MamtaManmani
4 ай бұрын
Nahin bahan Mera kahane ka matlab yah nahin Hai main isliye kahati Hun ki main aaj bhajan ya lokgeet dalun to cal hi kuchh auraten aisi Hain ki ga karke turant dal deti Hain isiliye maine yah kaha hai
@user-xu7bm6xr2q
4 ай бұрын
Aap bhi to gana sune geet ga rahe ho ye gana sab par aata hai thik hai
@MamtaManmani
4 ай бұрын
Yah hamari dadi Nani ke jamane ka gana Hai isko koi bhi ga sakta hai aap khoob Gao isko lekin main isliye bol rahi hun bahan ki main likhati hun aur aaj video dalungi to channel per kuchh bahane KZitem per dusre din dal deti Hai ga karke ab aap batao yah acchi baat hai kam se kam hamari video 1mahine to chalne do
@ushamishra7742
3 ай бұрын
Kisi ka Gaya suna aap ne bhi to khi se nya aap nhi layi
@MamtaManmani
3 ай бұрын
Yah gana paramparik hai yah hamari mummy gayab karti thi mummy se sikha hai maine
@MamtaManmani
3 ай бұрын
Parampara ke gane koi bhi ga sakta hai Radhe Radhe bahan aapane mere gane sune
@rajukushavah8659
4 ай бұрын
Tum bhi to gane Suni Sunai ga rahi ho tum kaun se naye ga rahi ho Thoda Thoda Antar kar deti Ho
@MamtaManmani
4 ай бұрын
Yah hamare dadi Nani ke jamane ke hain inko aap khoob Gao koi bhi gay ko koi likhe unko mat Gao Radhe Radhe
Пікірлер: 27