►Click here to Subscribe Star Bharat : / starbharat
►Watch More Like This / @starbharat
Shaitani Rasmein | Ab barsega Chhaya Daayan ka qaher #starbharat
Shaitani Rasmein | Ab barsega Chhaya Daayan ka qaher #starbharat
►*About*
-------------
Nikki ka nyauta sweekarkar Daayan pahunchi haveli. Haveli pahunchte hi Chhaya Daayan ne di Nikki ko chetavani aur uski family ko jhukaaya apne qadmon mein. Sugna ne Rani Sahiba se ki Chhaya Daayan ke baare mein baat, jiska pata chalte hi Chhaya Daayan ne di usey saza. Nikki ne kiya Sugna ko bachaane ka faisla, jiske chalte Chhaya Daayan ke changul mein Nikki khud hi phans gayi. Nikki ki jaan bakhshane ke badle Chhaya Daayan ne rakhi Piyush ke saamne ek shart. Apni family ko takleef mein dekhkar Nikki hui behad pareshaan aur usne kiya Chhaya Daayan se ladne ka faisla. Kya Chhaya Daayan ka saamna kar payegi Nikki? Kya usey milega Chhaya Daayan se ladne ka koi rasta? Jaanne ke liye dekhiye 'Shaitani Rasmein'.
►Connect with Star Bharat on Social Media
►Facebook : / starbharatofficial
►Instagram : / starbharat
►Twitter : / starbharat
Shaitani Rasmein | Ab barsega Chhaya Daayan ka qaher #starbharat
Негізгі бет Ойын-сауық Shaitani Rasmein | Ab barsega Chhaya Daayan ka qaher
Пікірлер: 23