For Baith with Moulana Mufti Muneer Ahmed Akhoon sahab See the Baith video and follow it kzitem.info/news/bejne/u4WCnoymcpeqlII After that baith form and for instructions for murideens click below link form.jotform.com/220145282084045 Download the mamulat and read it very day, Koi be wazaif ka asar tab he dekhe ga jab hum sahe mano me musalman banegay, 5 time namaz sharat hai, haram maal na kahaye, haram kaam na kare, jout na bole, doukha na de, kisi kay be bareme apne andar hasad, bugaz, kina, kapat,nafrat, narakhe, warna koi wazifa asar nahe hoga
@shahidmalik8769
10 ай бұрын
Hajrat ji namunia k liye koi wazifa nta dijiye
@SalmanKhan-dv1mb
10 ай бұрын
❤❤
@jallajalalu703
8 ай бұрын
Asalem valeku Mufti muneer ahmed muje wazifa bolo plz plz plz apke jareyai se alla muje a mushkil se bacha naa
@jallajalalu703
8 ай бұрын
Plz wazifa bolo
@taibiansari9060
4 ай бұрын
Assalamualaikum hazrat..kya danto or masoodo se blood nikalta hai..uske liy bhi kar sakte hain kya
@TALIBEILM
4 ай бұрын
Walikum assalam G, karsakte hai
@SalmanKhan-vt4wr
9 ай бұрын
Me sureh muzammil 41 martaba padh raha hun please izazat dijiye
@jallajalalu703
8 ай бұрын
Bekarse se muje pasayai
@zainsubhani-jk8uu
10 ай бұрын
Me Karachi se hu or meri umer 22 Saal h Mera name Zain subhani h mujhy bs 1 din ulti ay or us k bad se Khana ka Dil ni chata tha or phr mene jb doctor ko dikhaya tw unhony test karway Lekin test sb clear aty thy Lekin UN ko lagta tha k mery Jigar me masla h or phr uski daway khata tha me Lekin bs daway jb tk khata tha jb tk he Kam krti thi phr mene daway khani he chor di or ab mujhy t.b bhi h or blood pressure ka masla bhi h sans ka masla bhi h or gass bhi bht ziyada Rehti h
@zainsubhani-jk8uu
10 ай бұрын
Abhi mene 2 month pehly city scan karwaya tha us me jigar me warm aya h or tb
@zainsubhani-jk8uu
9 ай бұрын
Mufti Sahab bataya ni apne
@TALIBEILM
9 ай бұрын
@@zainsubhani-jk8uu kzitem.info/news/bejne/zH-p36RqkF-JpaA Aur he kalimat 313 time pade, awal akhie darood e ibrahim 11 time, padne kay baad pani pe dam karle aur pore din wahe piye, for 120 days
@jallajalalu703
8 ай бұрын
O like samaj aya nai
@shahidmalik8769
10 ай бұрын
Aslamualykum hajrat ji mera 2month ka baby h use abhi double namunia ho gya tha hajrat ji esa wazifa bta jijiye dowara na ho plz
@TALIBEILM
10 ай бұрын
Walikum assalam Ap below wale 2 wazaif kare
@TALIBEILM
10 ай бұрын
kzitem.info/news/bejne/tH9_2Kt-bKybqmU
@TALIBEILM
10 ай бұрын
kzitem.info/news/bejne/0YpqsptrsmhiZqQ
@khushbu3642
10 ай бұрын
Agar koi dusman bahut jayada paresan karta hai to kya Karna chahiye
@TALIBEILM
10 ай бұрын
Assalamu alaikum Ap ke town or city ka naam bole, ap male or female hai, umar bataye aur pora apka masla bataye
@jallajalalu703
8 ай бұрын
Plz reply deyo
@jallajalalu703
8 ай бұрын
Reply deyo
@jallajalalu703
8 ай бұрын
Thumai bole so wazifa karem pf be ayai
@gullumulla139
10 ай бұрын
Assalam walekum Hazrat mein dhai sal se bahut jyada pareshan Ho Koi Ghar se chala jata hai aur ghar wale nahin mante hain to usko wapas bulane ka Ghar walon Ko Raja man karva ke ghar basane ka koi kamyab wazifa mere sasural walon ne bahut pareshan karke rakh Diya hai case mukadma bhi ho gaya hai lekin vah log Marne ko taiyari Nahin hai main Ghar basana chahti hun 😞🤲
@TALIBEILM
10 ай бұрын
Walikum Assalam Apka masla pora bataye,
@gullumulla139
10 ай бұрын
@@TALIBEILM assalam walekum ji Maine pasand se shaadi ki thi 3 sal ho gaya tha ladke ke ghar walon Ko pata nahin tha thoda bahut pata tha kuchh aisi baat Ho Gai thi ladke ke sath kuchh galat kar diya tha chacha ne to fir usmein ham log gaye the vahan per ham logon ke bare mein pata chala to vah log bole koi baat nahin kar liya to kar liya FIR ladke ko ghar ka ammi ka bimari ka bahana Karke le Gaye kahe a jaega FIR vah ladka aaya hi nahin FIR mujhe gaon Bulaya Gaya mujhe vahan per bahut julum Kiya maar Tod ke kheton mein fenk Diya ladke ko mujhse milane bhi nahin diya aise kaise apni Jaan bacha ke ghar I Apne yahan per police mukadma Ho Gaya ek Jaan jama tha do bhag gaye the FIR ek ek ne jamanat le Liya donon bahar se jamanat le liye 2 sal Tak UN logon ne police ko bhi pareshan kiye 2 sal bad jamanat bahar semere shohar samne aaye Nahin aur mere shohar ko mere nandoi ne kaha agar tum use ladki se rishta rakhoge to main tumhari bahan ko talaq de dunga bus yahi masale per Mera shor samne nahin aata hai main chahti hun kisi ki bahan betiyon ko yah log Kuran ki Kasam khakar bulakar galat karte hain Allah rasul ka hawala dekar main apna Ghar basana chahti hun mujhe Mera shor koi bhi halat mein wapas chahie vah bhi mere sath rahana chahta hai Lekin use daba ke Rakha gaya hai apni bahan ka Ghar bacha raha hai uske jija ne Allah rasul ka hawala Diya Kuran Sharif utha ke mujhe Apne Ghar Bulaya tha bahut bade bade log bich mein padh kar bheje the lekin Dhokha de diya UN
Пікірлер: 27