Agar 20 km door e jana hoga to 1ltr patrol kha jayegi bike time ana jana 2 hrs kaam karne main kitana time lagega site par hi pata chalta hai, fir bhi 1 hrs maan kar chale to teen hrs lagega, din bhar main kitna fridge or washing machine repair kar paoge 2 ya 3 isse jyada nahi aapke hisab se chale to din bhar main 700/- 800/- rs hi kama payenge, paisa kharch karke coars karke itna hi kamaya to aaj ki tarikh main biwi bachche nahi paal paoge bhai sahab, logo ko aisi nasihat mat do ki kamai ka rasta hi band ho jaye kyuki aapka video customers bhi dekh rahe honge, please🙏 aour agar bura laga ho meti baat ka to sorry, lekin is baare main sochiye aap kya galti kar rahe hai, thank you
tum to Mishtriyon ka paksh lete ho n ki Grahak ki is lie is tarah ke video banakar grahak ko bhrmit n kare.
@PintuKumar-eu7cb
Жыл бұрын
Washing machine related all vdo nhi hai
@kareemtechnicalmind8172
Жыл бұрын
Washing machine ki bahut sari video hai aap video list me dekho to sahi
@sahilansari4391
Жыл бұрын
Or motor ki garranty
@smb4052
Жыл бұрын
Ye sab mistri ke kaam Hain Na Technician ke
@smb4052
Жыл бұрын
Hajam 1 rupye ki blade estemal karke 350 leta hai Kyon Usko to 1rupye Lena chahiye Ye sab pagal panti band Karo Eske wajah se customer ko kafi samjhana padhta hai
@smb4052
Жыл бұрын
Kya bakwas hai rate list banake Aap itne rate Mai kaam karoge Kya India ke har kone Mai jakar Har Jagah Ka rate alag alag hai
@smb4052
Жыл бұрын
Ye sab bakwas subscriber badhane chakkar Mai hoti hai
Пікірлер: 33