Bilkul sach frmaya hai Wasif shb ne kion k wo bhi raazdar thy is purisrar dunya k. Jahilon ko kuch samajh nahi wo apni gandi zubanon se Allah k piyaron ku shan km krnay ki koshish krtay rehtay hain ar Allah apnay doston ki shan uonchi se uonchi krta jata hai. Badzubano ko majzoob ki bad dua lgay.
@majzubmajzub2650
4 жыл бұрын
سبحان اللہ سبحان اللہ سبحان اللہ
@sadiaaziz4511
7 ай бұрын
Byshak ❤❤
@AliBadsha-oc5tp
3 жыл бұрын
Masha Allah Sobhan Allah Beshaq
@Umershahzad1
3 жыл бұрын
Beshak sach farmate hain ap sarkar g
@asifaliazaan8672
4 жыл бұрын
مجزوب کا اپنا فعل نہیں ہوتا وہ امر الٰہی کے تابع ہوتا ہے اس کا فعل اللّٰہ کا فعل ہوتا ہے
Ahl e marfat ki baat ahle marfat he samajh sakta he....
@AliAli-pr8ey
2 жыл бұрын
Iesa HE HA
@Baba-Chishti
4 жыл бұрын
مجذوب پر کچھ اور معلومات ہوں جناب واصف علیہ الرحمہ کی زبان و الفاظ میں تو ضرور لگائیں
@imransha7106
Жыл бұрын
Agar majzoob ko pata nahi to pher kisi nahi pata hota
@sherazisherazi2733
3 жыл бұрын
Hamara koi mazhab koi firqa koi school college koi madrassa hamain kisi qanoon ya nizaam per chalna sikhata hee nahi hai. Bal k short cutts sikhatay aur batatay hain.( Wazefay wagaira, taluqaat, sifaarish) Jb k islaam allah k qanoon per chalnay ka naam hai. masalmano k liyee islaam k qanoon per chaly baghair koi chaara hai hee nahi. Dunya ki jin aqwaam nay is ousool ko samjha hai k qanoon per chalay baghair koi chaara hai hee nahi. Wo dunya main sarfaaraaz hoi hain. Apnay ghalat aur khud k bana'ay howay qanoon per aml karnay se wo ba'tadreej apnay logon ka insaaf karnay k qabil honay k qareeb hoi hain. Jis qoum main jitna ziyada insaaf o qanoon hai wo utni hee ziyaada taraqqiyaafta hai. Musalmano ka almiya ye hai k wo kisi qanoon ya nizaam per chalna hee nahi chahtay. wo bus khuda ki muqqarbi chahtay hain k jiss se oun ka her mas'ala ghaib se hall hota rahay. Jb k ghaib per tou iemaan lana hai. Ghaib se mas'alay hall nahi hotay,ghaib per iemaan lanay k hukm hai. mas'alay asbaab se hall hotay hain, Wasa'il se hall hotay hai, asbaab o wasa'il qanoon ya nizaam per chalnay se hasil hotay hai. Ham khuda k qanoon,nizaam per tou chaltay Nahi, aur khuda se ye tawaqa rakhty hain k wo hamaray kheh nay per aml karay. Jb k dunya ki kafir aqwaam apnay kudh k bana ay huway nazaam qanoon se taraqqi ki manzilay tayh kar rahi hain. Aur hum khuda k ata karda qanoon (k jis per aml karnay per hamari dunya aur aakhrat ki kaamyaabi ka daromadar hai )per aml na karnay ki waja se zillaton ki gehrayon main gir rahay hain.
@alimohd7747
2 жыл бұрын
Better to read and understand the teachings of Quran and Sunnah than wasting time in discussing and extra praising the majzoobs.
@mujibrahman6538
Жыл бұрын
Dossoji tuwada ki oia from BD
@malikawan5977
2 жыл бұрын
Majzoob kuch nae kr sakta. Allah her chez py Qadir hy.lanatullah hi alalkazbeen.
Пікірлер: 20