Hazrat ak sawal tha ki jis tarah ham fhiqh main Imam-E-Aazam abu hanifa ki takleed karte hai kya aise hi aqide main bhi koi imam hai kya or unki tarif kya hai baraye meharbani jawab ata farmaye hazrat 💐💐💐💐
@farmanahmed2670
2 ай бұрын
Asklm hazrat fajr namaz padhne ke baad masjid me baitha raha aur ishraaq ki namaz padhi to ek haj aur ek umrah ka sawab hai. Agar fajr ke baad wazu toot gaya aur wazu ke liye masjid se bahar nikla aur wazu kiya phir masjid me daakhil hua uske baad ishraq namaz padhi to wo haj aur umrah ka sawab milega?
Пікірлер: 6