Har lab per hai Tarana -Mere tajul Auliya ka
Jo Ek Bar Dekhe bas dekhta hi Jaaye
Itna Hasin Jalwa - Mere tajul Auliya ka
kirdar in ka sutra akhlaq Inka Aala
Yuhi Nahi Hai Sohra - Mere tajul Auliya ka
Jo Naat padh raha hoon Tera Karam Hai Mursid sarpe saja amama Teri Najar Hai Murshid Duniya Sawar Gayi Hai Uqba Nikhar gai hai Daman Mila Hai Kiska?
-Mere tajul Auliya ka
Maula Meri Dua Hai Murshid Rahe Salamat Ho afat o Bala Se Mere Murshid ki hifajat
Saya Rahe Salamat Ashrafi ope har dam
Faizan Rahe hamesha - mere tajul Auliya ka
#viral#trending
#file
Негізгі бет Ya Ali Ya Ali Ali Ali Ali || Gulam Raza Ashrafi || new Jalsa || Gopal Prasad 2023
Пікірлер