Sdqy jaaun qurbaan jaaun Bibi Zainab s.a ky hosly k 🙏🏻🙏🏻😭😭😭😭😭😭😭
@ambarzaidi1302
Күн бұрын
Mashallah bahi
@inshamehdi4502
21 сағат бұрын
Zainab ka tha yeh turbat-e-zehra pe marsiya Amma kaha se laau tmhare Hussain ko Karbobala me bhai mera qatl ho gya Amma kaha se laau tmhare hussain ko 1) Din raat jis hussain ka tum naaz uthati thi Raato ko jaag-jaag kar paani pilati thi Pyasa use shaheed kiya wa'n musibata Amma kaha se laau tumahre hussain ko 2)kehta tha mera bhaiyya kayi'n din ka pyasa hu Ae shimr mai tmahre nabi ka nawasa hun Meri nazar ke saamne kata'n gaya gala Amma kaha se laaun tmahre hussain ko 3)zainab akeli reh gyi bhaiyya juda Hua Hamse kisi ne yeh bhi na poocha ke kya hua Sabne jala ke khaima hame kaid kar liya Amma kaha se laau tmahre hussain ko 4)Bandhi gyi thi kaise rasan kya batau'n mai Amma kaho to khol ke baazu dikhau mai Baazaro mai phiraya gaya mujhko berida Amma kaha se laau Tmhare hussain ko
@naseemfatima459
Ай бұрын
Mashallah ❤❤❤
@user-xx2qt1ji2l
20 күн бұрын
Haye😭😭😭😭😭😭mola😭😭😭😭😭😭hussain 😭😭😭😭😭😭😭😭a,s😭😭😭😭😭😭😭
@user-pi8eg1vm6y
12 күн бұрын
مو لا سلامت رکھے ۔۔جزاک اللہ
@abbaszafar242
17 күн бұрын
Mashallah😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢😢
@mahboobkhan5444
13 күн бұрын
Hay Mola Hussain as 😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭
@Tabishsayyed110
Ай бұрын
Mashallah bhai ❤
@nazarabbas4976
16 күн бұрын
Khuda slamat rakhy 😢😢Haye Husain
@ghulamzanib1010
8 күн бұрын
Salam ya Zainab as
@SaniyaZahra-s5p
27 күн бұрын
Mashallah bhai maula salamat rakhe aapko ❤❤
@ZunairaBano-i7t
Ай бұрын
Mashallha bhai maula salamat rakhe aap ko
@comady_up_44
29 күн бұрын
Mashallah main Jaan ❤❤❤
@nargisraza890
2 күн бұрын
😭😭😭
@SayedHasan-d7l
28 күн бұрын
Mashallah bahot khoob nouha h bhai Allah or tarakki de
@sultanhusain6044
27 күн бұрын
Arey Mera MAZLOOM HUSAIN
@safdarimam5187
Ай бұрын
❤❤❤❤❤ Allah salamat rakhe aapko bhai
@SayyadGulista
28 күн бұрын
Lyrics dalo bhai. Mashaallah bahot acha h nauha
@Sarah101Qasim
3 күн бұрын
Zainab ka tha ye turbat e zehra pe marsiya Amma kahan se laoun tumharey hussain ko Karbobala mien bhai mera qatl ho gaya Amma kahan se laoun tumharey hussain ko 1) Din raat jis hussain ka tum naaz uthati thee’n Raatoun ko jaag jaag ke pani pilati thee’n Pyasa usey shaheed kiya wa musibata Amma kahan se... 2) Kehta tha mera Bhaiyya kai din ka pyasa houn Aey shimr mien tumharey nabi ka nawasa houn Meri nazar ke samney kata gaya gala Amma kahan se.... 3) Barchi merey jawa’n ko lagi sabr ker liya Mitti mien nojawani miti sabr ker liya Kaisey mien sabr ker loun ki Bhaiyya nab ach saka Amman kahan se... 4) Baazu kata ke sheh ka alamdar mar gaya Battees saaloun wala wafa dar mar gaya Abbas mera hota to hota na hadsa Amma kahan se... 5) Zainab akeli reh gai Bhaiyya juda huwa Hum se kisi ne ye bhi na poocha keh kya huwa Sab ne jala k khema hamien qaid ker dia Amma kahan se... 6) Baad e hussain mujh pe Qayamat guzar gai Bali sakina shaam ke zinda’n mine mar gai Phir pa sakina soney ko seena hussain ka Amma kahan se... 7) Bandhee gaien theein kaisey rasan kya bataoun mien Amma kaho to khol ke baazu dikhaoun mien Bazaroun mine phiraya gaya mujh ko be rida Amma kahan se... 8) Tanha jiye ga syed e sajjad kis terhan Sab mar chukey hain ho ga gher abaad kis terhan Itna sitam huwa ki madina ujar gaya Amma kahan se... 9) Mujh ko bahot rulaya merey dil ko tor ke Amma muaafi mangti houn hath jor k Sheh ko bacha na paai yehi hai meri khata Amma kahan se... 10) Pursa mujhye mil ana mohammad ki aal ka Lekin tum apney bekas o mazloom lal ka Pursa qabool ker lo mera haey sayyeda Amma kahan se... 11) Zainab ke marsiye pe ajab shor o shain thaa Zahid har ik zubaan per haey hussain thaa Turbat pe Fatima ki musalsal tha zalzala Amma kahan se...
@mirmurtuza8206
Күн бұрын
Hai hai hai Ya Malekni Ya Shahzadi Zainab e Kubra binte Ali ibne Abi Talib a s Hai hai Labaik Ya Hassan Ya Hussain Ya Abbas Ya Shahzadi Zainab e Kubra binte Ali ibne Abi Talib a s Lanat beshumar Khatelanae Mohammad wa Aalae Mohammad a s par Ameen ya Rabal Alameen
Пікірлер: 44